Kya Naam Du Is Rishte ko
Na Dosti Hai Na Pyar Hai
Phir Kya Kahu Is Rishte Ko
Dur Hote Hue Bhi Kareeb Hai
Paas Hokar Bhi Dur Hai
To Kya Naam Du Is Rishte ko
Na Jaane Kab Aaya Wo Meri Zindagi Mein
Kab Bin Kahe Chala Jayega Meri Zindagi Se
Ek Bharosa Hai Ek Vishwas Hai Wo
Wo Kahan Se Hai Kaisa Hai
Mujhe Nahi Pata Main Kyun Janu Usse
Bas Itna Pata Hai Dil Ke Kareeb Hai Wo
Phir Kya Naam Du Is Rishte ko
Kuch Baatein Bina Kahe Wo Samaj Jaye
Kuch Baatein Main Bol Kar Samjha Du
Phir Bhi Kuch Baatein Adhuri Hai
Jo Cha Kar Ke bhi Kabhi Puri Nahi Hogi
Na Main Dhukhi Dekh Saku Usko
Na Wo Mujhe Dhukhi Dekh Sakhe
Mere IS Rishte Ka Koi Naam Nahi hai
Phir Bhi YEh Rishte Mere Liye Anmol hai
To Kya Naam Du Is Rishte ko
Kyun Jaruri Hai Kisi Rishte Ka Koi Naam
Main Nahi Manti Isse Diya Jaye Koi Naam
Log Kehte hai Naam Ke Bina Adhura Hai Rishta
Naam Ne Kab Aur Kaisa Pura Kiya Rishta
Rishte Kabhi Naam Se Nahi Bante
Hum Dete Rishte Ko Naam To
Mere Liye Benaam Hi Sahi Pura Hai Yeh Rishta
To Kyun Do Main Koi Naam Is Rishte Ko
Na Dosti Hai Na Pyar Hai
Phir Kya Kahu Is Rishte Ko
Dur Hote Hue Bhi Kareeb Hai
Paas Hokar Bhi Dur Hai
To Kya Naam Du Is Rishte ko
Na Jaane Kab Aaya Wo Meri Zindagi Mein
Kab Bin Kahe Chala Jayega Meri Zindagi Se
Ek Bharosa Hai Ek Vishwas Hai Wo
Wo Kahan Se Hai Kaisa Hai
Mujhe Nahi Pata Main Kyun Janu Usse
Bas Itna Pata Hai Dil Ke Kareeb Hai Wo
Phir Kya Naam Du Is Rishte ko
Kuch Baatein Bina Kahe Wo Samaj Jaye
Kuch Baatein Main Bol Kar Samjha Du
Phir Bhi Kuch Baatein Adhuri Hai
Jo Cha Kar Ke bhi Kabhi Puri Nahi Hogi
Na Main Dhukhi Dekh Saku Usko
Na Wo Mujhe Dhukhi Dekh Sakhe
Mere IS Rishte Ka Koi Naam Nahi hai
Phir Bhi YEh Rishte Mere Liye Anmol hai
To Kya Naam Du Is Rishte ko
Kyun Jaruri Hai Kisi Rishte Ka Koi Naam
Main Nahi Manti Isse Diya Jaye Koi Naam
Log Kehte hai Naam Ke Bina Adhura Hai Rishta
Naam Ne Kab Aur Kaisa Pura Kiya Rishta
Rishte Kabhi Naam Se Nahi Bante
Hum Dete Rishte Ko Naam To
Mere Liye Benaam Hi Sahi Pura Hai Yeh Rishta
To Kyun Do Main Koi Naam Is Rishte Ko
wow!!
ReplyDeleteThanks
DeleteBeautiful jija
ReplyDeleteAwesome... Expressed my feelings as is !!!
ReplyDeleteBhut khoob.... Benami Rishta
ReplyDelete