Mujhe Talash thi Ek Safar Ki
Us Safar Main Ek HumSafar KI
Na Jaane Kahan Se Aaya The Tum
Mere Liye Ek Maseha The Tum
Aapni Khushi Tum se Baati Maine
Aapne Gum Bataye Tumko Maine
Sochti Hu Ki Janti Hu Tumhe Main
Phir Lagta Hai Aur Jaanu Tumhe Main
Kaun Ho Tum, Kahan Se Aaye Ho Tum
Yeh Sab Janti Hu, Par Yeh Nahi Janti
Mera Kaun Ho Tum?
Talash Hai Mujhe Is Jawab Ka
Talash Hai Mujhe Us Pal Ka
Talash Hai Mujhe Ek Safar Ka
Talash Hai Mujhe Ek Hum Safar Ka
Wo Raat Ko Saath Chaand Taaron Ko Dekhna
Wo Tumhare Saath Chalne Ka Sapna Dekhna
Wo Tumahare Saath Beetaye Har Pal Ko Yaad Karna
Wo Ladai Karna, Phir Ek Dusre Ko Manana
Har Pal Zindagi Main Ek Yaad Ban Raha Hai
Kya Sapne Sach Hote Hai?
Kya Jeevan Aisa Hota Hai?
Kya Jeevan Ki Talash Puri Hoti Hai?
Yeh Kuch Sawal Hai Meri Zindagi ki……
Ek Ajnabi Jo Aapno Se Kaas Hai
Jo Mere Aas Paas Hai
Jo Samjhe Mujhe Jo Jaane Mujhe
Jo Chahe Mujhe Jo Mujh Pe Kare Bharosa
Bina Kahe Meri Baatein Sune
Bina Bataye Meri Takleef Jaane
Aise Ek Humsafar Ki Talash Hai Mujhe
Sochte Sochte Aagayi Us Mod Par
Jahan Main Hu Aur Wo Hai
Uski Baatein Hai, Uski Yaadein Hai
Jahan Hum Saath Saath Hai
Humesha Ke Liye Thame Humne Haath Hai
Jahan Hum Ek Dusre Ke Bahut Kareeb Hai
Hue Mere Sapne Bhi Sach Hai
Puri Hui Meri Adhusi Khwahish Hai
Zindagi Ne Dee Mujhe Ek Nayi Umang Hai
Puri Hui Meri Talash Hai….
Puri Hui Meri Talash hai…….
Written by:- Kratika Gour
Us Safar Main Ek HumSafar KI
Na Jaane Kahan Se Aaya The Tum
Mere Liye Ek Maseha The Tum
Aapni Khushi Tum se Baati Maine
Aapne Gum Bataye Tumko Maine
Sochti Hu Ki Janti Hu Tumhe Main
Phir Lagta Hai Aur Jaanu Tumhe Main
Kaun Ho Tum, Kahan Se Aaye Ho Tum
Yeh Sab Janti Hu, Par Yeh Nahi Janti
Mera Kaun Ho Tum?
Talash Hai Mujhe Is Jawab Ka
Talash Hai Mujhe Us Pal Ka
Talash Hai Mujhe Ek Safar Ka
Talash Hai Mujhe Ek Hum Safar Ka
Wo Raat Ko Saath Chaand Taaron Ko Dekhna
Wo Tumhare Saath Chalne Ka Sapna Dekhna
Wo Tumahare Saath Beetaye Har Pal Ko Yaad Karna
Wo Ladai Karna, Phir Ek Dusre Ko Manana
Har Pal Zindagi Main Ek Yaad Ban Raha Hai
Kya Sapne Sach Hote Hai?
Kya Jeevan Aisa Hota Hai?
Kya Jeevan Ki Talash Puri Hoti Hai?
Yeh Kuch Sawal Hai Meri Zindagi ki……
Ek Ajnabi Jo Aapno Se Kaas Hai
Jo Mere Aas Paas Hai
Jo Samjhe Mujhe Jo Jaane Mujhe
Jo Chahe Mujhe Jo Mujh Pe Kare Bharosa
Bina Kahe Meri Baatein Sune
Bina Bataye Meri Takleef Jaane
Aise Ek Humsafar Ki Talash Hai Mujhe
Sochte Sochte Aagayi Us Mod Par
Jahan Main Hu Aur Wo Hai
Uski Baatein Hai, Uski Yaadein Hai
Jahan Hum Saath Saath Hai
Humesha Ke Liye Thame Humne Haath Hai
Jahan Hum Ek Dusre Ke Bahut Kareeb Hai
Hue Mere Sapne Bhi Sach Hai
Puri Hui Meri Adhusi Khwahish Hai
Zindagi Ne Dee Mujhe Ek Nayi Umang Hai
Puri Hui Meri Talash Hai….
Puri Hui Meri Talash hai…….
Written by:- Kratika Gour
No comments:
Post a Comment