Friday, May 9, 2014

Shayeri

1. ज़िन्दगी बड़े नाज़ और शान से जीनी चाहिए 
  लोग इसे खैरात समझ के जी जाते है.. 

2. Mann aaj udas hai phir bhi ek sukoon hai,
Din ki tej dhoop se lekar shaam ko wo barish tak kuch soch raha hai
Na jaane kitni baaton ne dil ko chuha hai, kuch eshas dil ko hua hai
Dard-e-dil ka bayan nahi hota, khush rehne ke liye koi pal nahi milta
Phir bhi dil udas bhi hai aur ek anchahi khushi ka eshas bhi hai....

3. kuch naye rishte mile
kuch purane rishte bichade
yuhi yeh karwa chalta raha... 
par aaj bhi kuch yaadein hai dil mein sambhale hue.. 
aur bas yaadein reh jayegi 

No comments:

Post a Comment